ऐसा सुंदर स्वभाव कहाँ पाया

ऐसा सुंदर स्वभाव कहाँ पाया
Aisa sundar savbhaav kaha paaya
Aisa sundar savbhaav kaha paaya
Raghav ji tumhe
Aisa kisne banaya
Par naari par drishti na daali
Aisi tumhari prakriti niraali
tumhe Valmiki
Tulsi ne gaya
Raghav ji tumhe
Aisa kisne banaya
Avgun dekh ke krodh na aata
Bhakton ko dekh ke prem hi samaata
Dhanya Kaushalya-ju
Jisne tumhe jaaya
Raghav ji tumhe
Aisa kisne banaya
Apne kiye ka abhimaan na tumko
Nijjan ka sanmaan hai tumko
tumhe Ramabhadracharya
Ati bhaaya
Raghav ji tumhe
Aisa kisne banaya
Aisa sundar savbhaav kaha paaya
Raghav ji tumhe
Aisa kisne banaya